Friday, December 31, 2010

Sochta Hun Uska Dil Kabhi Mujhpe Aaye to by Babul Supriyo


Artist Biography
Babul Supriyo is a playback singer who has sung some memorable Hindi songs such as Kaho na Pyar hai (Kaho na Pyar Hai), Pari Pari Hai ek Pari (Hungama), Hum Tum (Hum Tum), Chanda Chamke (Fanaah) etc.
Supriyo was born in Kolkata. His grandfather, NC Boral was a well known composer in West Bengal. Supriyo used to work with Standard Chartered Bank after completing his Master's degree.
He came to Mumbai in 1991 to try his luck in Bollywood. Kalyanji-Anandji, the composer duo, gave him his first Bollywood break and soon he started getting offers from other composers as well. Babul Supriyo's family consists of his wife Rhea and a daughter.
A very nice Song which i always like to listen.

Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Jaan bhi use de duun main
Woh kisi tarah mujhe azmaaye to
Aaye to

Sochta hun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Aaye to aaye to aaye hmmmm
Is dil pe kya kya guzarti hai
Jab uski nazar baat karti hai
Is dil pe kya kya guzarti hai
Jab uski nazar baat karti hai
Meri bekhudi badhne lagi
Woh khayalon mein jab muskuraye to
Aye to

Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Aaye to aaye to aye hmmm

Hansta hai koi, koi rotha hai
Yeh jazba to har dil mein hota hai
Hansta hai koi, koi rotha hai
Yeh jazba to har dil mein hota hai
Mujhe pyar hai, intazar hai
Meri jaan tujhe koi ye bataye to

Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Sochta huun uska dil kabhi mujhpe aaye to
Jaan bhi use de duun main
Woh kisi tarah mujhe azmaaye to
Aaye to
Sochta huun sochta huun